Wednesday, October 3, 2012

Best urdu poetry 4 okkkkk

tery milne ki haseen aas thi

udru gazal

sona ho ga kisi dard 

serf chary ki udasi
sab tarefeen karte hen

udru gazal

urdu gazal 

Tujh say Na Milnay Ki Kasam Kha Kar Bhi
Har Raah Main Tujhay Dhoonda Bahut Hai...!


Ek tum hi the jiske damm par chalti thi sanse meri...!!
Laot aao ke zindagi se wafa nibhai nahi jati...!!

Shidat_e_gham ko tabasam se chupany waly,
Dil ka her raaz tu aankhon se ayaan hota hai.
 


Tumhe to zabt-e-mohabbat ka itna daava tha,
Yeh Ashkk kesey teri aankh sey dhalak Aaaya.!

dil jetne k


kabhi socha hi nahin apni zaat key mutallik
kaash soch letey to aaj hum tunha na hotey


WAllah! kya kashish thi k mat pochiye,
dil mujh se larr para woi shaks chaiye..!


Uska Chehra Hai Jab Se Meri Ankhoon Main,
Na Jane Kyon Log Meri Ankhoon Se Jaltey Hain.


nahin maaloom sub mujhko akela kuyen samujhtey hain
main tunha jub bhi hota hun tumhrey saath hota hun


Main ne tarap kar kaha k buhat yad ate ho tum .
woh muskura kar bole tum ko or ata bhi kya hai ?


Hasrat Yeh Hai K Thaam Loon Main Hath Unka Zor Se,
Magar Kambakhat Unki Chooriyion Pe Taras Ata Hai..!!

Yeh sangdiloon ki duniya hai yahan sambhal key chalnaa,
Yahan palkon pe bithaya jata hai nazron se girane ke liye.!

yeh tu serf shoch ka faraq hi 

No comments:

Post a Comment

Disqus Shortname

Comments system